Mobile Se Blogging Kaise Kare | 5 Important Apps For Bloggers

Hay Gay's Aaj Main Laya Hon Mobile Bloggers K liye Post K Mobile Se Blogging Kaise Kare 5 Important Apps For Mobile Bloggers. Ager Aap Bhi Mobile Se Blogging Karna Chahte Hain tu Is post ko read kar k Aap Easily Aapne Mobile Se Blogging Kar skate Hain

Mobile Se Blogging Kaise Kare | 5 Important Apps For Mobile Bloggers

Mobile Se Blogging Kaise Kare?


Ager Aap Bhi Mobile Se Blogging Karna Chahte Hain Aur Koi Rokawat Ha k Blogging Nahi Kar Skate Hain tu Aaj Main Aap ko 5 Applications Aisi Batao ga Jin Ko Use Kar K Aap Bahot Easily Mobile Par Blogging Kar Skate Ho. Aapne Mobile Ko Computer Samajhne Lago Gay Main try karon Ga K Aap Ko Asaan Words Mein Batao. Phir Bhi Kisi Baat ki Samajh Nahi aye Tu Comments Kar k Puch Skate Hain.


1. Quick Editer

Yeh Apps Mobile Bloggers K Liye Bahot Hi Useful Application Ha Ager Main Kaho Is K Bagair Blog Run Karna Namunkin Ha Tu Ye 100% Such Ha. Yeh Waqia Hi Bari Karanmad Application Ha. Mobile Par Aap Blog Ki  Thames Ko Direc Edit Nahi Kar Skate. Likin Ye App Ko Facility Provide Karti Ha J Aap Blog Ki Thames Ko Easily Mobile Par Edit Kar Skate Ho. Aap Aapne Blog Ki Thames Ko Download Kar k Is Mein open kar k Thames Mein Koi bhi kar change skate Hain. Change karne K bad Thames Ko Blog Main Upload Kar dain. 

Note: main Bahot Jald HTML Language Course Shoro Karne Wala Hon. Is App Ko Download Kar Lay. Yeh App Aap KO HTML Seekhne Mein Helpful Ho Gi

Quick Editor Aa
App Ko Download karne K liye Niche Link par click kare
Download Quick Editor Click Here..........



2. RaR.

 Yeh App Bhi Mobile Bloggers K Liye Bahot Useful Application Ha. Quick Editor Se Thames ko edit kia jata ha Maher Jab Aap Ko Bhi  Theme Internet Se Download kare gy tu Who Zip file Mein ho gi. Ju Kisi bhi Website Ki Thame Ki Format Ko Support Nahi Karti. Thames Ki Format XML file Mein hoti Ha. Quick Editor Bhi XML file support Karti ha. Tu is App Se Aap Easily Thames ki Format Ko XML mein Change kar skate Hain. Is App Se Aap Kisi bhi file Ji Format ko change kar skate Hain.

Download RaR For Android Click Here

3. Photex 

Yeh Aik photo Editor App Ha. Ise Aap Blog Posts K liye Images Bana Skate Ho. Images Par Text daal Skate Ho. Yeh App Bahot hi Useful Ha Is K Bagir Aap Blog k liye Images Itni High Quality Create Nahi Kar Skate Ho. Main bhi Is Application Ko Use kar Raha hon. One of Best Application  For Mobile Bloggers.
 Photex Ki Complete Information K liye Yaha Click kare


Download Photex App For FREE! Click Here....


4.PicsArt

PicsArt App Best Photos Editer App Ha Ji ki Madad Se Aap Photo ka background Bhi Change kar skate Hain. Photos Edit karne Ki Har Tarha Ki faculty Provide Karti ha PicsArt K Mazeed Information K liye Yaha Click kare photos Editing K liye PicArt Best Ha Aur Photo par Text Likhe K liye Photex Is Best Application For  Android

Download PicsArt Now For Free!.......


5. BLOGGER 

Aap Mobile mein Blogger App Bhi Download Kar lay Ager Blogger Kisi Bhi Browser Mein Support Nahi Kar Raha Tu Blogger App Ki Madad Se Aap Blog ko Run Kar Skate Ha. Mobile Bloggers k liye Best App Ha

Download Blogger App For FREE,!........

Friends Aaj Jin 5 Important App For mobile Bloggers K bare Mein Bataya Ha. In K Bagair Mobile Se Blogging Karna Namunkin ha. In 5 App Se Na Mobile Hack Hota ha. Smooth Run Karti Ha Ager kisi Baat Ki Samajh Nahi ai tu Comments kar k Puch Skate Hain Ager Post Achi Lagi Tu Give Me Reward Social Media Par Share kare. Thanks.

1 comment: