10 Tips Website design kaise kare 2018

Blog / Website Create Karne k bad Sabse Pahle Kaam  Hota Ha Blog ki Designing Karna. Aaj Main Aap ko Details Mein Baton Ga 10 Tips Website design Kaise kare 2018. Post Read Karne k bad Aap Is Qabil Ho jaye gay  K Aap K Website design Kar lay. Blog Ko Search engine Optimization Kare K Achi Money Earning  Kar skate Hain.


Website design Kaise kare


Blog Banane K Bad Sabse Pahle Kaam Hoya Ha Us Design Karna. Us K Bad Bari Ati Ha Content ki Phir SEO ki Phir Aap Aapne Blog Se earn Kar skate Ho. Maine Internet par Online Money Earning Karne k Bahot Se Triqe Dekhe Hain. Maher Sabse Best Aur Super Real Triqe Ha Aapna Blog Bana Kar Google AdSense Se Paise Kamana Ager Aap BHI Internet Se Paise Kamane Hain Tu Main Aap Ko Suggest Karon Ga Blogging. Aaj Lakhon Log Blog Se 100000  Rupay  kama Rahe Hain. Ager Aap Ne ABHI Take Blog Nahi Banaya Tu Blog/ Website Kaise Banaye Hain Read Kare









  • How to Create a Website|Free Website Kaise Create Kare 2018 






  • Ab Aapne Topic Ki Taraf Aate Hain Aur Blog Ko Kis Tarha Design Karna Ha Jan Laite Hain
    Aik baat Aap Ko Suggest Karta Hon K Aapne blog ko simple design Kare Colorful Designing se blog beautiful Tu Lage Ga mager Aise Blog ki Search engine Mein koi jaga Nahi hoti. Visitors Ko BHI Kuch Din hi Acha lagta Ha. Simple design evergreen Ha both search engine and Visitors k Liye.

    20 Tips For How to Design a Website/Blog

    1.Blog Thames

    Subse Pahli Baat Jitni AAP j blog ki thame achi Hogi intna hi blogging me success ho skate Hain  Niche Batai Gay Following  Point ko Note Kar lay 
    • Blog ki Thames Mobile friendly ho yani Jab mobile mein Aap ki sits open ho tu achy Se show Ho.
    • Blog ki Thame ko kabhi bhi colorful Nahi design kare Ise Blog Par Bora effect parh skata ha 
    • Blog ki Thame ko simply design karne ki koshish kare.
    Aap free Thame Google Par search kar k Bhi Download kar skate Hain

    2.Blog Banner

    Sabse Pahle Aapne Blog Ka Banner Create Kare. Iaisa Banner Create Kare k Visitors Aap K Blog Par Attract Hon. Yami Visitors Ko Acha Lage. Banner Hi Blog Ka First Operation Hota Ha. Woh Karte Hain Na... First Operation Is Last Operation. Beautiful Aur Unique Banner Aap  flamingtext.com Se Bana Skate Hain. Aur Ager Aap Khidmat Se Banana Chahte Hain Tu Aap PHOTEX App Use Kar skate Hain

    3. ADD Contact From 

    Blog footer Mein Contact from wegit ADD kare tanke koi bhi visit Aap she apna Sawal Punch sake contact from k throw

    4. ADD Social Media Link's

    Aap blog Mein Tamam social media Account k link add kare ise visitors ko Aap se contact karne mein asani ho gi

    5. Add Subscription Button

    Blog mein Subscriptions Button ADD kare. Use visitors Email k throw Back Ayr Ga. Jab use latest Posts Ki update mule gi

    6. Popular Posts

    Popular posts weget important weget ha Ise visitors ko blog Ki dosri Posts k bare information multi ha.

    7.Categories

    Blog Mein Categories Zaror Add kare ise visitors ko blog ki Categories k bare mein information milti ha. 20 Se ziada categories Nahi banaye. Blog Par bad effect parh skata Ha.

    8. ADD Author Profile

    Aap profile Blog Mein Zaror add kare ise visitors ka aap par itmaad bane ga. Aur Aap k bare mein Jan skye gay.

    9. Add Search box

    Search box se visitors Aap k blog ki Posts ko easily Search kar sky gay.

    10. Add About, Contact, Sitemap, Privacy policy Page

    Blog Par yeh pages create kare aur blog Mein add kare ise visitors Google AdSense , Google Search Sab ko Help mile gi


    Ager Aap Successful Blogger banna chahte Ha tu In steps ko Follow karo Aur blog ko Acha design karo. Help ki Zarorat ha tu Comments kar k puncho ya Facebook Page Par Message kar k Bhi Punch sakte ho

    Article acha laga ha tu friends k sath share kare ...




    No comments:

    Post a Comment