Showing posts with label Best App For Andorid. Show all posts
Showing posts with label Best App For Andorid. Show all posts

Andorid Mobile Par Photo Ka background Change Kaise Kare 2018





Photo Ka background change Kaise Kare

Asalam o Alaikum!

Friends Aaj Ki Post Me Main Aap Kay Andorid par Photo ka background Change kaise kare  How to Edit Photo on Andorid.
Is Post ko Read Karne K bad Aap Easy Kisi bhi Photo ko Cut aur Edit kar Skte hai

Photo Ka background change Kaise Kare?

Mobile Par Photo Cut Karne K Liye Aap Ko Andorid Mobile Par 1 Application Instail Karni ho gi.Us App Se Aap Easy Accouding to Your own choice Picture Ko edit kar Skte hai. Woh App Hai PicsArt. Is App Ko Aap Google Play Store Se Download Kar Lijiye.

Cutting background of your photos clear and clean



PicsArt Kia Hai?

PicsArt 1 App hai Ju Users Ko Photo Editing Ki World Me Best Editing Service Provide Karti Hai. Is App Se Aap Kisi Pics Ko Aapni Marzi K Mutabiq Edit Kar Skte hai. Is App K Bahot Se Features Hai.

  • Photo Clear and Easy Cuting
  • Photo Easy Background Change
  • Stickers on Any Pics
  • Text on Photo
  • Draw Any Pics 
  • Make GIF Farmat pics
  • Make Video of Pics
  • Frame on pics
  • Magic on pics
  • And Much More Editing Features In PicsArt
How to Cut Picture on PicArt?

Best photos editor Application for Android



Friends Main 1 Picture Laita hon Aur Us Ko Cut Karon Ga. Goto On Cutting

Cutting background of a phone online

Now i Start Cutting. Bonderis Select Karte Howe Cutting Ka Size Aapni Marzi Se Chota Barha Kar Lain.



Cutting background step by step

Now Remove Dots. Ab Photo Se Ju Dots Nazar A Rahe Hai Un ko Main Ab Remove Karo Ga.


Remove background of a photo clean and clear


Cut Karne K Bad Aap Dakh Skte Hai. K Bikul Clear Picture Ho Choki Hai. Cut Karne K Bad Aap Picure Ko Save Kar lain Aur Phir Jis Background Par Lagani Hai Us Par Paste Kar Lain.


Friends Today You Learnt How to Edit and Cut Photo on Andorid? How to Change Background of a Photo?
Photo cut kaise kare? Umeend Hai Aap Ko Ye Post Passand Ai Ho gi. Ager Aap k Zehn Mein Koi Sawal Ho Tu Aap Comments Kar K Puch Skte Hai
Please Share with Friends on Social Media.

How to writing Urdu poetry on your pictures 2018

Aslam o Alaikum!
Friends Aaj Aik New post K Sath Aap ki Khidmat mein hazir hon. Aaj ki post ha “How to writing Urdu poetry on your pictures”
Aapne pictures par Urdu poetry  kaise write Kare.

Urdu poetry write



How to writing Urdu poetry on your pictures?

Aapne pictures par Urdu poetry write Karne k liye Aap ko 1 Aap(Application) Download karni Ho gi. JiS Ki Help se Aap Aape Kisi BHI photo par Urdu poetry write Kar skte Ha
Us App k Name Ha PHOTEX.
Let’s talk about the PHOTEX

PHOTEX Kia Ha?

PHOTEX 1 aisi App ha Ju user ko Free hand provide karti ha. Jise AAP aapne pictures ko Easily Edit Kar skte Ha. Text Add Kar skte Ha with lots of features.

PHOTEX k best Features:

Kisi BHI languages mein Text Add Kar skte Ha
Text k liye multiple colors choose Kar skte Ha
Text k background K liye multiple colors choose Kar skte Ha
Aap 1 photo par multiple photos Add Kar Skte Hain
Photo par different types k Stickers Add Kar Skte Hain And Download BHI Kar Skte Hain
Photo par different types k frame Add Kar Skte Hain And Download More
Aap PHOTEX K Keyboard se Different Languages Select Kar Skte Hain
Aap Multiple colors Se theme Create Kar Skte Hain Aur Device Gallery Se theme Add Kar Skte Hain
Much More  Features…..

PHOTEX Ka Induction:

After open PHOTEX
 Look like this
Opening Face of PHOTEX


1. Haya Click Karne se Aap PHOTEX K Keyboard Munu Chale Gayn gay Haya Aap Different Languages Select Kar Skte Hain
2. Haya Click Karne par Aap PHOTEX k Stickers Aur frame Munu Mein Chale Gayn gay Haya Aap Different types k Stickers Aur frame Add Kar Skte Hain Aur Device Gallery Se BHI Add Kar Skte Hain
3. Haya Click Karne par Aap PHOTEX K Thame Munu Mein Chale Gayn gay. Haya Aap Different types k Thame Multiple colors Se Create Kar Skte Hain Aur Device Gallery Se BHI Add Kar Skte Hain Aur pahle Se Majood Thame BHI Select Kar skte Ha
4. Haya Click Karne par Aap Ju photo Banaye gay With Save Kar Skte Hain.
5. Ise Aap photo Ko share Kar Skte Hain

How to Download/Install PHOTEX on Your Android Mobile?

Click here to Download From Direct Link

Friends Kaisi Lagi Post “How to writing Urdu poetry on your pictures?” Umeend Ha Passand ai Ho gi. Milte Hain Kisi new post mein.
Share with Friends on social Media
Good bye….