Website development Mein Html language Dosri All Language Se Important ha. Is K baghir Kisi Bhi Site Ko Develop Nahi Kia Ja Skta. Tu Aaj Hum Html k First Tutorial mein Html K Basics Tags aur Codding Sikhe Gay.
HTML kia Ha?
Html Aik aisi Language Ha Ju Hume Webpages Banane mein Help karti ha. Is ki Sabse Bari Kasosiat Ye Hai K Is K liye Kisi Softwear ki Zarorat Nahi Hoti. Balke Kisi Bhi Text Editor mein likh Skate hain. Jaise Notepad Aur Android Mobile k liye Quick Editor.
Ager Aap Mobile user hain Html language Sikhne k liye Quick Editor Aap Download Kar le
Download Quick Editor App From Play Store App ko aapne Mobile Mein Install Kar le Ju Aap Jaha Par Sikhe us ki Practice Aap is editor par Kare
Html tags Mein aik formula aap ko Yaad Rakhna ha Jab BHI koi Tag Likha jata ha Tu < > K andar Likha jata ha.
Shoot Kare Hain Tag Jis Ki Bad Me Main full definition karo ga.
<Html>
<Head>
Guideline Pakistan
</Head>
<Body>
<P>
This My First Page</p>
</Body>
</Html>

- Html : Is tag ko Hum type Kar k Text Editor ko ye Banaye Hain K Hum Html file Banana Chahte Hain all Codding Karne k bad is tag ko end pe close Kar date Hain
- Head: Is tag k Andre Hum Woh text add karte Hain Ju Hum ne Website k top par show karni hoti Ha aur bad mein is tag ko close Kar daite hain.
- Body: Is Tag k ander Hum woh data ya message type karte Hain Ju Hum ne Website Par Visitors k liye Diya hota Ha After all Done Close this Tag
Ye the Html k Basics tags Ko aapne Sikhe Html Course k Agle Tutorial Mein Phir mile ge. Ager Kisi Help ki Zarorat ho Tu Comments Kare. FeAmanullah......