HTML kia ha html Coding Kaam kaise Karti Ha | Induction of HTML Language In Urdu

Aaj Aap HTML Language ka induction karwaye ge. HTML kia ha, Coding Kaam kaise Karti Ha Aaj HTML k sare topic pe baat kare ge.

HTML kia ha

Dear visitor's Aaj se Aap ki Khimad mein ye Course Shoro Karne ja raha ho. Ju k Website development mein aap ki help kare ga Aur Aap Internet ki duniya mein Aapna Aik naam Bana Skate Ho. Shorat k sath sath Aap Dolat bhi Kama skate Ho. Aaj se is course k bare mein regular post karon ga. Jise Aap is course se fiada utha skate Hain. is language ko Sikh kar Aap apni Website Bana kar Google se $100000 kama skate ha. Ager Aap web designer hon ge tu Aap logo ko Website Bana Kar day skate Hain Aur achi khasi Earning kar skate Hain Bus Aap ne Regularly Guideline Pakistan ko visit karte rahna ha Aap Ki complete help k liye main Tayar ho Aap muje se Contact kar skate Hain. Let's go to post

HTML kia ha?

HTML ka mean Ha  (hapet text markup Language). Internet ki world mein jitni bhi website's bani hoi hain woh sab is language ki coding se bani hoi ha ye language Website development mein base k tor par kaam Karti Ha. HTML Website banane mein help Karti Ha. Is k liye Web designing ka Course karna parhta ha. Course mein sabse pahle is language ko learn karna parts ha. Jise ko is language ki Samajh a gai woh asani se web design kar skata ha within months

HTML kaam kaise Karti Ha?

Jab bhi hum koi web page open karte Hain Hume ju designing show hoti ha ud mein isi language ki coding Ki gai hoti ha. Text Bahot khubsurat design kia gia ho hai Background achi show ho raha ho raha hota ha in sabhi mein HTML coding ka hi hath hota ha Aap Language sikhna chahte Hain tu Blog ko visit karte rahe. And wali posts HTML course k bare mein Hain

HTML ko kisne banaya?

HTML language k developer ka Name Berners-Lee ha us ne 1993 ko developed kia

HTML K Versions Kab Release Howe?

1st Version 24 Nov, 1995 Ko release hoa 
Ju HTML 2.0 tha.
2nd Version 14 Jan, 1997 ko release hoa ju HTML 3.2 tha.
3rd version 18 Dec, 1997 ko HTML 4.0 release ki gia 
4th HTML 4.0 ( 24 Apr, 1998)
5th HTML 4.01 (24 Dec 1999)
6 IOS HTML based on HTML 4.01 (May, 2000)
7th HTML 5 (28 Oct, 2014)

HTML language Kaise sikhe ?

G friends Aap ne is language k bare Mein jan liya k ye kia ha. Ab is ko sikhna kaise hai tu janab Http://GuideLinePakistan.blogspot.com/ visit karte rahe main daily 1 Post HTML language k bare Mein karo ga  Aap she Bharpur Tawan Karo Ga. Main Aap ko Setp By Step HTML ki coding sikhaon Ga Ager Ko Sawal ho tu Comments kar k Puch Skate Hain. Mere liye Kuch karna chahte Hain tu post ko social media par Share Kare. Jald Milte Hain HTML Ki First Class mein 

2 comments: