Showing posts with label Blogging. Show all posts
Showing posts with label Blogging. Show all posts

Free Website Blog Kaise Banaye Step by Step (Full Details in Urdu)


Website Blog kaise Banaye Free Mein in Urdu tu Aaj main Aap ko Yaha par Complete Step by Step Guide Karon ka ga. Jis k Bad Aap Next 5 Minutes Mein Google k free Platform par Website Blog Bana Skate Hain. Tu Aapne Full clear Fully Post Ko Full Read Karna ha. So Aap ko  Blog Website banane ki Jankari Ache se a sake. Ager Mazeed Help require ho tu Aap Muj se Contact Kar Skate Hain. Blog banane ki Different reason ho skati hain. Likes Making money from Blogging.

Free Website Blog kaise Banaye Step by Step Guide in Urdu





Content Table(Show)


Website blog Banane Ki Kia Reasons Hain

  1. Aap Aapni Knowledge Ko Puri World K sath Share Karna Chahte Hain.
  2. Aap Ka Koi Business Ha, Use Promote Karna Chahte Hain.
  3. Aap Puri World Mein Aapna Aik Name banana cahate hain.
  4. Ya Aap Blogging Kar K Online Paise Kamana Chahte Hain.
Website Blog Bana Kar Aap Aapni Though ko Worldwide Share  kar skate Ho. Jis k Bad Koi bhi Online Internet par Aap ki share ki gai Information ko easily Read kar skata ha. Kaise Main Bhi Aap k Sath Aapna Knowledge Aur Experience Share Kar Raha hon. Blogging kar k Online Earning karta hon.

Website Blog Banane k Liye Kia Kia Chaiye?

Website Blog Banane k Liye Aap ko ziada nahi Bas 3 Hi Important Chizo Ki Zarorat Hai . Ye Cheeze Aap k Pass Honi chaiye. In k Illawa Aap Blog Nahi Bana Skate.
  1. Gmail Account Hona Zarori Ha.
  2. Desktop/ Laptop ya Smart Handset Hona chaiye. 
  3. Internet Connection  Bhi bahot Zarori Ha.
Ager Aapne Abhi Tak Aapna Gmail Account Nahi Banaya tu Ye Post Read karo Sur Sabse pahle Gmail Account Create karo.How to Create Gmail Account
Ager Aap K pass Desktop Laptop Nahi Hai tu Aap k Pass Aik Smart Mobile Phone ( Internet Supported ) Hona Zarori Ha. Kuch Log Mobile se Hi Blogging Karna Passand Karte Hain, Aur Achi Khasi Raqam Online Earning kar rahe Hain.
Ager Aap K Pass Internet Connection nahi ha I mean regular internet use karne k liye koi connection nahi ha tu Aap ko Internet Connection ki bhi Zarorat ho gi. Blog ko  Grow Karne k Liye.

Free Website Blog kaise Banaye?

Aap Google k Free Platform Blogger se Free Website create kar skate Hain. Yaha par main aap ko setp by setp bataon Ga. Aapne Below Setps Ko follow Karna ha. Jise Aap Easily Website bana lo gay. 
Setp#1: Sabse pahle Aapne www.blogger.com par Jana ha. Aapne Browser mein Jab is URL ko open karo gy tu is tarha ka page open ho ga
Website kaise banaye
Setp#2: Yaha par Aapne Simply Create Your Blog par click kar daina ha. Ab Aik New Page Open ho Ju K Same Below Screen Shot mein Dikhaya gia ha.
Blog kaise Banaye Full Guide in Urdu
Setp#3:Yaha par Aap Ko Aapna Gmail Ka Email Address Enter Karna ha Or Next k Button Ko Click kar daina Hai Ab Next Page Kuch Is Tarha k Information Chahta ha
Free Website kaise bannate Hain Full Jankari
Setp#4: Yaha Par Aap se Aap k Gmail Ka Password Mang Raha ha tu Aap ne Yaha par simply password ko enter kar daina Hai Aur next k button ko Click kar daina Hai. Ab Screen Par Is Tarha Ka Page Show Ho raha ho ga
Website banane ki full details
Setp#5: On This Page Top par Aap Ko Aapni website Ka Title ( Name) Likhna Hain. Us K niche Aapne Website Ka URL select karna ha. yad rahe ju URL ( Website ka Address example: YourblogName.Blogspot.com) Available ho. Sabse Niche Blog Website k liye Thames select kar layn. Niche Aap Ko Create Blog ka Button show ho raha ho ga us par Click kar daina ha. Us k bad Aap ki Website blog Ban jaye Ga. Aur Home Page is Tarha ka show ho raha ho ga. Aap New Post par click kar k Post likh Skate Hain.
Step by setp Details blog Website banane ki
Website Blog Se Paise Kaise Kamaye
Website blog se Paise ( Money) earn karne k liye Aap Ki Website Par High Quality Content Hona Zarori Ha. Jis par visited Google Search se Daily based par aye. Aap Simply Google AdSense k Ad laga kar Bahot ziada earn kar skate Ho. Aap affiliate Marketing se bhi Website se Paise kama skate Ho. 
Blog banane k bad Aap ko blog Website Ki different Setting karni parhti hain blog ko design karna parhta ha. Website Ki Seo Setting karni parhti Hain. Aap Parshan Na ho Ye Sab kuch Aap ko Yaha par Mil jaye ga. K blog Website banane k bad Paise Kamane K liye kia kia karna hota ha. Ager Koi Bhi Information Chahye ho gi Tu Aap muj se Contact kar skate Hain. Ya Comments kar k Puch Skate Hain Mein jald reply karon ga. Post ko doston k sath zaror share kare kisi ki zindagi is post se badal skati ha. 

Blogspot Blog ki Thames Ko Mobile Par Edit Kaise Kare

Ager Aap Ne Bhi Blog Blogspot Par Bana Liya Ha Aur Aap Chahte Hai k Blog Ko Khobsurat Design kare but aap k pass computer nahi ha Aap mobile se blogging kare Hain tu Ye post" Blogspot Ki Thames Ko Mobile Par Edit Kaise Kare" Is Post ko read kar k Aap Asani se Blog ko Apni Marzi se Design kar skate Hain.


Blogspot Thames Edit Kaise Kare
Add caption



Blogspot Thames Ko Edit Kaise Kare

Webmaster Aap ne Aapne Mobile Par 1 Application Install Karni Ha ju Bahot lite application ha. Iski Help se Aap    Thames Edit karne K able ho gayn ge Thames Edit karne K liye Aap Ko HTML coding Ki kuch Information honi chahiye Main HTML Language Course Shor Kar Chuka Hon Main Daily HTML coding K Bare Mein Update Karta raho Ga Aap Blog Ko Visit Karte Rahe. 


Quick Editor

Quick Editor Aik Aisi Aap Ha Jise Aap Kisi Bhi Text Ko Edit Kar Skate Ho Text Kisi bhi Format Mein Ho. HTML,Txt,Doc,PDF, Xml Quick Editor All Text File Supported Ha
Hume Quick Editor se Ju Kaam Laina ha Blog ki Thames ko edit karne Ka, Blog ki Thames XML format mein hoti Ha. Aap Easily Thames Ko Quick Editor App ki Help se Edit kar skate Ho

Thames Ko Edit Karne K liye Blogspot Par Jaye Aapne Blog ki Thames ko Download Kare, Thames Download karne K bad Quick Editor App Ko open Kare Ab Jis Folder Mein Aap ne Blog Thames Ko Download Kar K save Kia tha Us Folder Mein Ja Kar Blog Thames Ko Quick Editor App Mein Open kare Ab Aap k Samne Thames Open ho Jaye Gi. HTML Coding ho gi.
Thames Ko Edit Karne K liye Aap Ko HTML coding Ki information honi Chaiye HTML coding Seekhne K liye Blog visit karte rahe

How to Install Quick Editor App

Quick Editor App ko Install Karne K liye Aap Google Play Store Ki Help Lay Skate Hain Play Store Se Quick Editor App Ko Install Kare 

Quick Editor App Bahot hi Lite App Ha Mobile Hack hone Ka koi Khatra Nahi 
Quick Editor App Smooth Run Karti Ha 
Text Editor K liye No.1 Application Ha




Mobile Se Blogging Kaise Kare | 5 Important Apps For Bloggers

Hay Gay's Aaj Main Laya Hon Mobile Bloggers K liye Post K Mobile Se Blogging Kaise Kare 5 Important Apps For Mobile Bloggers. Ager Aap Bhi Mobile Se Blogging Karna Chahte Hain tu Is post ko read kar k Aap Easily Aapne Mobile Se Blogging Kar skate Hain

Mobile Se Blogging Kaise Kare | 5 Important Apps For Mobile Bloggers

Mobile Se Blogging Kaise Kare?


Ager Aap Bhi Mobile Se Blogging Karna Chahte Hain Aur Koi Rokawat Ha k Blogging Nahi Kar Skate Hain tu Aaj Main Aap ko 5 Applications Aisi Batao ga Jin Ko Use Kar K Aap Bahot Easily Mobile Par Blogging Kar Skate Ho. Aapne Mobile Ko Computer Samajhne Lago Gay Main try karon Ga K Aap Ko Asaan Words Mein Batao. Phir Bhi Kisi Baat ki Samajh Nahi aye Tu Comments Kar k Puch Skate Hain.


1. Quick Editer

Yeh Apps Mobile Bloggers K Liye Bahot Hi Useful Application Ha Ager Main Kaho Is K Bagair Blog Run Karna Namunkin Ha Tu Ye 100% Such Ha. Yeh Waqia Hi Bari Karanmad Application Ha. Mobile Par Aap Blog Ki  Thames Ko Direc Edit Nahi Kar Skate. Likin Ye App Ko Facility Provide Karti Ha J Aap Blog Ki Thames Ko Easily Mobile Par Edit Kar Skate Ho. Aap Aapne Blog Ki Thames Ko Download Kar k Is Mein open kar k Thames Mein Koi bhi kar change skate Hain. Change karne K bad Thames Ko Blog Main Upload Kar dain. 

Note: main Bahot Jald HTML Language Course Shoro Karne Wala Hon. Is App Ko Download Kar Lay. Yeh App Aap KO HTML Seekhne Mein Helpful Ho Gi

Quick Editor Aa
App Ko Download karne K liye Niche Link par click kare
Download Quick Editor Click Here..........



2. RaR.

 Yeh App Bhi Mobile Bloggers K Liye Bahot Useful Application Ha. Quick Editor Se Thames ko edit kia jata ha Maher Jab Aap Ko Bhi  Theme Internet Se Download kare gy tu Who Zip file Mein ho gi. Ju Kisi bhi Website Ki Thame Ki Format Ko Support Nahi Karti. Thames Ki Format XML file Mein hoti Ha. Quick Editor Bhi XML file support Karti ha. Tu is App Se Aap Easily Thames ki Format Ko XML mein Change kar skate Hain. Is App Se Aap Kisi bhi file Ji Format ko change kar skate Hain.

Download RaR For Android Click Here

3. Photex 

Yeh Aik photo Editor App Ha. Ise Aap Blog Posts K liye Images Bana Skate Ho. Images Par Text daal Skate Ho. Yeh App Bahot hi Useful Ha Is K Bagir Aap Blog k liye Images Itni High Quality Create Nahi Kar Skate Ho. Main bhi Is Application Ko Use kar Raha hon. One of Best Application  For Mobile Bloggers.
 Photex Ki Complete Information K liye Yaha Click kare


Download Photex App For FREE! Click Here....


4.PicsArt

PicsArt App Best Photos Editer App Ha Ji ki Madad Se Aap Photo ka background Bhi Change kar skate Hain. Photos Edit karne Ki Har Tarha Ki faculty Provide Karti ha PicsArt K Mazeed Information K liye Yaha Click kare photos Editing K liye PicArt Best Ha Aur Photo par Text Likhe K liye Photex Is Best Application For  Android

Download PicsArt Now For Free!.......


5. BLOGGER 

Aap Mobile mein Blogger App Bhi Download Kar lay Ager Blogger Kisi Bhi Browser Mein Support Nahi Kar Raha Tu Blogger App Ki Madad Se Aap Blog ko Run Kar Skate Ha. Mobile Bloggers k liye Best App Ha

Download Blogger App For FREE,!........

Friends Aaj Jin 5 Important App For mobile Bloggers K bare Mein Bataya Ha. In K Bagair Mobile Se Blogging Karna Namunkin ha. In 5 App Se Na Mobile Hack Hota ha. Smooth Run Karti Ha Ager kisi Baat Ki Samajh Nahi ai tu Comments kar k Puch Skate Hain Ager Post Achi Lagi Tu Give Me Reward Social Media Par Share kare. Thanks.

10 Tips Website design kaise kare 2018

Blog / Website Create Karne k bad Sabse Pahle Kaam  Hota Ha Blog ki Designing Karna. Aaj Main Aap ko Details Mein Baton Ga 10 Tips Website design Kaise kare 2018. Post Read Karne k bad Aap Is Qabil Ho jaye gay  K Aap K Website design Kar lay. Blog Ko Search engine Optimization Kare K Achi Money Earning  Kar skate Hain.


Website design Kaise kare


Blog Banane K Bad Sabse Pahle Kaam Hoya Ha Us Design Karna. Us K Bad Bari Ati Ha Content ki Phir SEO ki Phir Aap Aapne Blog Se earn Kar skate Ho. Maine Internet par Online Money Earning Karne k Bahot Se Triqe Dekhe Hain. Maher Sabse Best Aur Super Real Triqe Ha Aapna Blog Bana Kar Google AdSense Se Paise Kamana Ager Aap BHI Internet Se Paise Kamane Hain Tu Main Aap Ko Suggest Karon Ga Blogging. Aaj Lakhon Log Blog Se 100000  Rupay  kama Rahe Hain. Ager Aap Ne ABHI Take Blog Nahi Banaya Tu Blog/ Website Kaise Banaye Hain Read Kare









  • How to Create a Website|Free Website Kaise Create Kare 2018 






  • Ab Aapne Topic Ki Taraf Aate Hain Aur Blog Ko Kis Tarha Design Karna Ha Jan Laite Hain
    Aik baat Aap Ko Suggest Karta Hon K Aapne blog ko simple design Kare Colorful Designing se blog beautiful Tu Lage Ga mager Aise Blog ki Search engine Mein koi jaga Nahi hoti. Visitors Ko BHI Kuch Din hi Acha lagta Ha. Simple design evergreen Ha both search engine and Visitors k Liye.

    20 Tips For How to Design a Website/Blog

    1.Blog Thames

    Subse Pahli Baat Jitni AAP j blog ki thame achi Hogi intna hi blogging me success ho skate Hain  Niche Batai Gay Following  Point ko Note Kar lay 
    • Blog ki Thames Mobile friendly ho yani Jab mobile mein Aap ki sits open ho tu achy Se show Ho.
    • Blog ki Thame ko kabhi bhi colorful Nahi design kare Ise Blog Par Bora effect parh skata ha 
    • Blog ki Thame ko simply design karne ki koshish kare.
    Aap free Thame Google Par search kar k Bhi Download kar skate Hain

    2.Blog Banner

    Sabse Pahle Aapne Blog Ka Banner Create Kare. Iaisa Banner Create Kare k Visitors Aap K Blog Par Attract Hon. Yami Visitors Ko Acha Lage. Banner Hi Blog Ka First Operation Hota Ha. Woh Karte Hain Na... First Operation Is Last Operation. Beautiful Aur Unique Banner Aap  flamingtext.com Se Bana Skate Hain. Aur Ager Aap Khidmat Se Banana Chahte Hain Tu Aap PHOTEX App Use Kar skate Hain

    3. ADD Contact From 

    Blog footer Mein Contact from wegit ADD kare tanke koi bhi visit Aap she apna Sawal Punch sake contact from k throw

    4. ADD Social Media Link's

    Aap blog Mein Tamam social media Account k link add kare ise visitors ko Aap se contact karne mein asani ho gi

    5. Add Subscription Button

    Blog mein Subscriptions Button ADD kare. Use visitors Email k throw Back Ayr Ga. Jab use latest Posts Ki update mule gi

    6. Popular Posts

    Popular posts weget important weget ha Ise visitors ko blog Ki dosri Posts k bare information multi ha.

    7.Categories

    Blog Mein Categories Zaror Add kare ise visitors ko blog ki Categories k bare mein information milti ha. 20 Se ziada categories Nahi banaye. Blog Par bad effect parh skata Ha.

    8. ADD Author Profile

    Aap profile Blog Mein Zaror add kare ise visitors ka aap par itmaad bane ga. Aur Aap k bare mein Jan skye gay.

    9. Add Search box

    Search box se visitors Aap k blog ki Posts ko easily Search kar sky gay.

    10. Add About, Contact, Sitemap, Privacy policy Page

    Blog Par yeh pages create kare aur blog Mein add kare ise visitors Google AdSense , Google Search Sab ko Help mile gi


    Ager Aap Successful Blogger banna chahte Ha tu In steps ko Follow karo Aur blog ko Acha design karo. Help ki Zarorat ha tu Comments kar k puncho ya Facebook Page Par Message kar k Bhi Punch sakte ho

    Article acha laga ha tu friends k sath share kare ...




    How to Create a Website|Free Website Kaise Create Kare 2018

     Ager Aap Bhi interested Hain Website create karne Main Tu is Post Mein Full Information di gai Hai K Aap Free Website kaise Create Kare. Free of Cost on Google. Aaj Is post mein Full information don ga in simple words tan k Aap KO ache Se Samajh aye


    Create free Website| website Kaise bannate Hai

    Free website Bana Kar Paise Kaise Kamaye


    G Han Aap Google Par Free website Create kar k Lakhon Rupay  kama skate Hain.
    Aaj is door mein in 2018 Mein Bahot Se LogAapni website bana kar Money kama rahe Hain 

    Ab Jan late Hai K Website Se akhir Kaise paise kama skate Hain? 
    Website Se Paise kamane k Bahot Se trike Hai but Google AdSense Is most Popular and valuable way to earn Money. Duniya mein jitni bhi top Website hain un ki income Google AdSense Se Hi hoti Ha. Google AdSense k AD's apni site content mein laga kar tamam Webmaster's (website Owners) Is Tarha Se paisa kama rahe  Hain.



    Google AdSense Google hi Ki Services Hai Ju Website owner ko AD's daiti Hai Aur jab Website owner apni site par AD's lagata ha tu jab koi visitor AD's par click kare ga Tu Click k badle Google Website owner ko Paise dy ga Ju us k Google AdSense account mein muntakil ho jate hain



  • Get Any Mobilink Number Call and SMS History In Secends 2018



  • Google ko AD's Bahot Se companies Aapne Business Ki Promotion Karne K liye dati ha Aur us hisaab Se paise bhi dati Hai. Raqam ka kuch hisa Google Aapne Pass rakhta ha Aur kuch % Website owner ko daita ha Is Tarha Company Walon Ki Promotion Bhi Ho Jati Ha
    Google ki Income bhi Ho jati ha
    Website owner Bhi Apna Hissa Lay urhta ha
    Tu Ab Aap ko Sare process Ki Samajh A Gai Ho Gi

    Kia Aap Aapni website create karne k liye Tayar Hain?


    Website banane K Liye Kin Cheezo ki Zarorat ho gi

    Website create karne k liye aap K pass following cheeze hona Zarori Hai

    • Aap K Pass Is a topic ho jis ka aap ko Knowledge ho Ju Aap all world k sath share kar sake
    • Aap k pass Gmail ID ho
    • Aap k pass Computer/ Mobile +Internet ho
    Gmail ID Nahi ha tu Link par ja kar Gmail Account Create kare

    How to create Free Website On Google in Urdu

    First of all www.blogger.com jaye aur Aapni Gmail ID se Login Kare

    Login Karne k bad is tarha ka page open ho Ga

    Bigger/Website sign up page


    Ab Aapni Profile Select Kare
    Name like
    Submit Kare
    Ab new Page Isa ho Ga

    Create a unique and beautiful blog
    Title: Aapne website ka Name likhe

    Address: Website K Address Create Kare

    Thames:1 Achieve Si Thame Select Kare Aur Create Blog par Click Kar Dy

    Congratulations.....
    Mubarak ho Aap Successful business man Aur webmaster Ban chuke ha

    Ab Aap Create a Website Free Post path chuke Hain Ab Aap ko free website kaise Create Kare k Sawal ka jawab mil gia ha ager koi Mazeed  Sawal Ha Tu Comments Kar k Puch skte Ha. Main aap ki full help Karne k tayar hon. Aap k Comments k Intazaar Rahe Ga. Meri Next Post ho gi Website ko design kaise kare

  • Free Internet on Mobilink Jazz 2018 | 100 MB's Daily FREE 


  • Main Aap ki full Help k liye Tayar hon Aap koi bhi sawal post related Facebook Page Par Message kar skate Hain Ager Aap ko Article Acha laga Tu Friends k Sath Share kare.