Andorid Mobile Se Screen Shot Kaise le 2018

I

Aslama O Alaikum!


Friends, Kaise Hain Aap: Yaqeenan Fit Faat hon gay aur maze se Internet use kar rahe hon gy. Aaj Ki Hamari Post Ha Andorid Mobile Se Screen Shot Kaise le.

Android Mobile Se Screen shots Kaise le 2018


Friends Aaj mein aap ko Yeh batane wala hon kay aap aapne Andorid Mobile se Kis tarha photo lay skte hain



Mobile Screen shots

Tu Friends Aap Is Trick se kisi bhi jagha ka Screen Shot ly skte hain. Aap Video Playing kay Duraan, Game khalty Waqt, Internet Use karte waqt. Aap kisi bhi Feature use karte waqt Andorid se Lcd Shot Bana Skte ho

How to take a Screen Shot On Mobile?

Screen Shot Laine K liye Aap ko
  Power ON/OFF        ➕      Volume Down        Buttans 
BKo Togather PRESS kare 5 Secends kay liye....
Aap ka SCREEN SHOT ban Chuka ho ga


Screenshot Kaise Create Kar


Congratulation Friends......


Jab aap 5 sec k liye yeh 2 buttan press karen gay tu us kay bad aap ko 1 notification ho ga screen shot  Capture....

Jab aap Aapne Mobile Momory mein Jaye gay tu waha aap ko screen Shot ka Folder show ho raha ho ga. Bas use mein aap ka banaya ho Screen Shot Majod ho ga


Friends Kasi lagi yeh post. Andorid Mobile Se Screen Shot Kaise Banaye. Umeend ha aap ko yeh post passand aye gi.Ager koi sawal Puchna ho tu Comments kar kay puch skte hain. Friends Aapne doston kay sath SHARE karna mat bholna. Aap mera blog Visit kate rahna mein Aur Tricks ki Post Likhne Wala hon.

GoodLuck........


No comments:

Post a Comment