Online Bank account Kaise open kare | Payoneer Free Master Card 2018




🅰salam O Alaikum

Friends aaj main aap ko batanay ja raha ho kay online earning ki payment kis tarha ghar bathay hasil kartay hain.Online Bank account Kaise open kare? Aaj main aap ko bahot hi undha method share karon ga. main koshish karon ga kay asan word ka istamal karon tankay aap ko is method ki achay se samajh a skay.Ager aap ko phir bhi samajh na aye tu aap comment Kar kay Puch skay hain.


Read More...


Get Any Mobilink Number Call and SMS history

100 MB's FREE Internet On Mobilink Jazz






Online Bank account Kaise open kare



  • Online Earning Payment Kaha Se Hasil Karain   
Kuch website tu app kay drict bank account mein payment karti hain. Or kuch website Paypal Ya Payaza kay throw Payment karti hain. Afsoos ki baat yeh ha kay paypal pakistan  mein support nahi karti Or Payaza k rates bahot high hain. Laikin Fiqar ki koi zarorat nahi main aap ko aik isa method bataon ga jis k zarye yeh masla hal ho jaye ga.Aaj Main aap kay sath aisa method share karon ga jis aap ko internet par kisi jagah payout karne mein koi dushawi nahi ho gi.

Jaisa k main aap ko bata chuka hon Paypal pak ko support nahi karti or payaza kay rates high hain tu main aap ko paypal hi choose karne ka kahon ga account kis tarha banana hai yeh main aap ko batata hon .

Paypal hai kia?
Paypal aik online website ha jis kay zariye hum raqam Recive & appnay bank account mein trasfer kar sktay hai.Paypal pakistan mein suppor nahi karti is ki waja shayad yeh ho skti hai kay yeh Isaraill ki malkiyat ha.

paypal pak mein support nahi karti tu aap ko kisi or Mulkh se is par account banana parhay ga or us countery ka jise aap paypal par signup karen gay ka bank account or cridet card bhi hona zarori ha. Likin parshan na ho aap ka sara masla is post ko parh kar hal ho jaye ga. Main aap ko USA ka paypal par account banane ka mashwara don ga Kion kay main bhi isi tarh se yeh accout banaye howy hain

Paypal account banane k liye kin Cheezon ki Zarorat ha
aap ka bank account hona chahye
Jis bank ka account ho us ka cridet card hona chahye

Jab aap k pass yeh 2 Cheezain hon gi tab hi aap 1 Verify paypal account bana skte hain

Ager aap ka bank accoun Nahi ha tu aap payoneer k liye apply karen.

Payoneer Kia ha?

Payoneer Amrica ka bank ha ju Master ATM card free mein daita ha. yeh Mater card puri duniya ko free provide kar raha ha. is k zariye aap pak mein kisi ATM Se aapni earning chash karwa sktay hain
Mazay ki bat Yeh hain kay SignUp karne Par $25 (Rs.2500) Free day raha hain. Is kay koi service Charages Reg fees kuch bhi nahi ha Yeh sab kuch Bulkul Free mein ha

Kisi bhi number ki full details jane

Aapne Photo k Background Cut Kaise kare




Aap ko paypal ka account banane k liye Pahlay Payoneer par sigup kar kay master card kay liye apply karna ho ga.Jab aap ki apolication approve ho gay ki Tu aap ko maser card aap kay address par mail kar day ga. Ju aap ko 15 Se 20 din kay andar  aap kay ghar kay address pay mil jay ga. Is ki delivery bhi free ha.us kay bad aap paypal par accoun asani se bana skay hain. Maira master card 1 week mein a gya tha.Ise aap Online shopping kar sakay hain. Tu aap signup karnay kay liye tayar hain?

Mairy diye gay Steps ko follow Karo aur aap free cridet card or  free bank account kholo.......

Tu Chalay ab barhty hain  signUp ki janaib


Payoneer Account kholnay kay liye Following setps ko follow karay.





Step:#1
Sab se Pahlay LINK par Click Karain Payoneer signUp Page ka Jaye  SignUp Now
Ab 1 New Page kholay ga.Aap Payoneer kay page par puch chukay hon gay. Waha aap ko phir
Sign Up & Free $25 Par Click Karain

Step:#2

Ab Next page par upper screen shot ki tarha ka page khulay ga
tamam information real Enter karni hain. ID card kay Mutabik

Online Bank account sign up


  • 1st Box Mein aapna First Name enter karain.Ju aap ID card par hain 
  • 2nd Box mein aapna Last Name enter karain
  • 3rd Box mein aapni Email Address enter karain. Ju Availble ho
  • 4th Box mein Same Email enter ju aap ne 3rd box mein likha ha
  • 5th box mein Date Of Brith  enter karain.Id card wali
  • Ab NEXT par click karain
  • New page is tarha ka open ho ga
Step:#3


Free Online Bank account

                       

  • 1st box mein countery select karain
  • 2nd or 3rd box mein aapna complete address Enter karain.Ju Id card par ha
  • 4th box mein aapna City Enter Karayn
  • 5th box mein aapny city ka zio code enter karain. Ager nahi pata tu google search par aapny city ka name enter kar kay dakh skay hain. Example "Lahore zip code"
  • 6th box: Mobile select karain aur aapna mobile number Enter karain
  • Next par click karain 
  • ab page is tarha ja ho g
Step:#4

Free Online Bank account Kaise open kare




  • 1st Box mein aapna email reEnter karain
  • Aapna new password Entet karain
  • Aapna new password confirm karain
  • Ab aapi marzi ka koi bhi Suciurty Q Select karain Or Ans Enter karain
  • Next Par click karain
  • Ab last page is tarha ka ho ga
Step#5


P

  • 1st Box mein aapna countery select karain
  • 2nd mein aapna full name Enter karain
  • 3rd mein aapny ID card ka number 13 digit wala with dash Enter karain
  • Ab Aapnay ID ka Issue Contery Select karain
  • Tamam khali box ✅ Ka Nishan lagaye
  • Ab FINISH or Order Par click karain
Lagiye aap nay payoneer kay liye successfully SigUp kar liya ha. Ab Payoneer aapki Application ko reveiw karay ga.Jis Kay Liye 2 Days ka time lag skta ha. Jab aap ki Application Approve Ho jaye gi Tu aap ko aap kay email address par bata dia jay ga.Sath mein àap ko yeh bhi bata dia jaye ga k aap ko kis date tak credit card milay ga. Ager aap nay sari malomat ko sahi tarha fill kia ho ga. I'm 99.99% sure Kay aap ki Application bhi Jald Aprove ho gi Aur card bhi one week mein mil jaye ga. Ager Na milay tu muje zaror batana mein aap ki help karon ga

Pakistan Mein Hum Kis Kis Banks Ki ATMs Mein Hum Master Card Use Kar Skay Hain?

✅ Standard Charterd Bank
✅ Muslim Commercial Bank
✅ Bank Alfalah
✅ Citi Bank

Aap In tamam Bank ki ATMs mein Master Card ko Use kar sktay ho.Is kay ilawa aap Aapnay bank account mein bhi raqam transfer kar skay ho.

Payoneer Referral Programe:


Payoneer referral programe se aap mazeed raqam kama skay hain. jab ap account login karain gay tu aap ko aik referral link milay ga aap frinds kay sath share kar kay aur raqam kama sktay hain jab aap ka dost share kiye howy link se Account open kary ga Tu $25 Aap ko milan gay or $25 Aap dost ko milay ga.Jinay ziada friends ko invite karo gay itany ziada Paise kama sktay hain
Payoneer kay srif yearly charges hain $30. Yeh raqam us wakt katay gi jab aap kay account mein yeh raqam majod ho gi.

Payoneer card mil jaye tu ise active karna ha active karnay kay liye apne account mein login hona hain
Nichy screen shot mein dakhy Jis Jagah Active likha howa ho ga us par click karain


Àctive par click karain
Next page is tarha ka  open ho ga
see it


  • 1st box mein aapna 16 digit ka number Enter karain ju aap kay master card par enter ho ga
  • 2nf Mein 4 digit ka Pin Aapni marzi ka Enter karain
  • 3rd box mein pin confirm karain
  • Tamam Box mein ✔ ka nishan lagaye
  • Active par click kar dain
Us kay Bad Aap nay USA Payment or Globle payment service ko active karna ha
Globle Payment ko active karnay kay liye aap ne aapne account mein login hona ha or aap ko waha par Globle Payment ka option show ho ga us par click karain
Ab aap kay samane Aap ka Bank account Number, Aap ka Routing Number Show ho ga. Use aap ne Note kar laina ha Is ki aap ko Agy zarorat ho gi
Is kay nichy Upload ID aur Quistioneries likha ho ga
Quistioneris pat click karain Ab aap ko aik from fill kar kay sumite karna ha
Is kay bad Upload ID par click karain Aur aapne ID card ki Copy (Scane hoi ju hoti hain nahi ha tu pahly scane karwa lain) Upload kar kay Sumite kar dain

Congratulation......... Aap payoneer account ready kar liya ha. ager koi Dushwari ho tu aap muje zaror batana Mein aap ki Help karne kay liye tayar hon

Step:#1

Ab chalty hainn Paypal ki janib
sab se pahly aap paypal sign up par click karain
Sign Up

Step:#2
Sign Up par click karne ka bad ab aap kay samne aik form ho ga woh fill karay

  • 1st box mein Email Enter karain
  • 2nd mein New password choose karain
  • 3rd mein password confirm karain
  • eampty box✅ ka nishan lagayn
  • ab next par click kar dain.
Step:#3
Nex par click karne kay bad aik aur page open ho jim mein aap ne porsenal datail dalni hain
Yad rahy aap account USA ka bana rahay hain
  • 1st box mein aapn First Name Enter karain ju aap ne payoneer kay liye enter kia tha
  • 2nd mein Last Name enter karain Payoneer wala
  • Street address mein Now York Enter Karain
  • City Now York 
  • State NY
  • Zip Code 10001
  • Mobile numbet Enter karain. Pahlay  first 4 digit select na karain aapna mobile enter na karayn koi fake mobile number enter kar dain complete 
  • Eampty box✅ ka nishan lagaye
  • Next Par click karay

Next par click karne k bad Aik new page open ho ga jin mein aap ko card link karne ka kaha jay ga waha card link Nahi karna balky  Link Later par click karna ha
Ab aa ka account ban choka ha likin Verify kana Abhi baqi ha
Apne email mein jaye or Waha aap ko Paypal ki janib se Email ai ho gi. Us mein verify link ho ga Us link par click kar kay verify karin
Ab account mein ja kar bank account link karin Card link Nahi karna. Ju aap ka Payoneer ka Account Number Aur Routing Number tha Woh bank link karna ha
paypal par aap ko Link a Bank ka Option show ho ga us par click karna ha Aur tamam  malomat fill kar daini hain

Paypal aap kuch 2days k andar small raqam aap bank account mein send kary ga. Woh aap ko payoneer account mein show hon gi

Phir aap ne paypal par login hona ha aur woh raqam Enter karni hain Jab aap Enter Karain gay tu paypal par aap ka bank account bhi verity ho jaye ga.


Congratulations........ ap nay payoneer aur paypal par account successfully bana liya hai ab aap kisi bhi jagah par Payment Recive karny ki Duwari nahi ho gi. Ab aap kisi bhi website par kaam kar saktay hain. Ju sites bank kay throw trasfer karti hain un mein bank link karain
Aur sites paypal kay throw payment karti hain un par paypal email se paypal account link karin.



Umeend ha  kay Yeh post aap ko bahot pasand aye gi. Ager kisi bat ki samajh nahi ai tu aap comment kar kay Puch sktay hain. Mein aap ki help aur support kay liye Har Lamah app kay hon. Aap Muje har Mushkil Time mein Appnay Sath payan gay.
Ager aap mere liye kuch karna chahtay hain tu is post ko Facebook par Share zaror kijiye Ga. Thanks........